Computer Par Whatsapp Kaise Use Kare
As we know Whatsapp pure world me sabse jyada use hone wala messenger hai, jo ki jyada se jyada log android phone me use karte hai aur bahot hi kam log hai jo Whatsapp ko pc yani computer aur laptops par use karte hai. Aaj mai aapko bataunga whatsapp computer par kaise use kare. Whatsapp ko computer ya laptop par chalane ke do tarike hai. Ek ye hai ki direct Whatsapp ki web istmall karke hum whatsapp ke website par jakar waha aapna Whatsapp account access kar sakte hai aur dusra tarika ye hai ek software ki madat se Whatsapp hum apne computer me install kar sakte hai. lekin isme ek minus point ye hai ki jab koi aapka pc on karega tab aapke pue msg, images wo pad sakega, dekh sakega is liye aaj mai aapko bataunga bahot aasan tarika jis ki madat se aap easily Whatsapp aapne pc par use kar paoge aur aapna kam hone par log out bhi kar paoge jaise ki facebook par hota hai. So let’s start.
Requirements For Use Whatsapp on Pc or Computer
- One Android mobile
- Whatsapp ka latest version phone me install hona chahiye. Agar aapke phone me Whatsapp ka latest verson install nahi hai toh aap playstore se Whatsapp update kar sakte hai.
- One Computer or Laptop
Computer Pe Whatsapp Kaise Use Kare – Steps
Step 1: Aapne phone me whatsapp open kare, aur right side ke menu par Tap kare Menu par Tap Karne ke bad aapko Whatsapp web ye option dikhega us par Tap kariye.
( Note : Aapne phone me Internet on hona chahiye )
Step 2: web.whatsapp.com Ye website aapne computer par open kare. Jo ki Whatsapp ki official website hai. Ye website open karne par aapko screen kuch is tarah dikhegi.
Step 3: Ab aapko QR code scan karna padega. Apne phone ke camera ko QR code ke barabar samne pakadiye jo aapko aapke pc par dikh raha hoga. QR code scan hote hi aap aapne Whatsapp account me log in ho jaoge.
Loog Out Kaise Kare
Jab aapka kam ho jayega aur aapko log out karna hoi us ke liye aapko right side ko menu bar diya gaya hai us par click karte hi aap Whatsapp web se log out ho jaoge
I hope aapko ye post pasand aa gai hogi humari site ko facebbok par jarur share kare. Humari site per aur bhi achi jankari hai ( Related posts ) jisko pad kar aap kuch sikh sakte hai u se bhi jarur padiye.
No comments:
Post a Comment