Blogger Tips And Tricks Read more: http://hindimehelp.com/atisabaji-widget-blog-wensite-ke-liye/#ixzz3rb3mB7k8

Saturday, 10 October 2015

APNE ANDROID PHONE KO ROOT KAISE KREE


Android Smartphone root kaise karte hai – Learn in hindi


Kingo Root Se Android Phone Root Kare


Aindroid mobile root kaise kare
Kingo root ek software hai jo thodese click me aapka android mobile root karte hai. Kingo root se phone root karne ka ek fayda hai isme risk kam hai phone crash hone ke chances kam hai aapko bus aapna mobile is software se connect karna padta hai root button par click karte hi aapka phone root ho jayega. Phone fully root hone par unroot karne ka bhi option Kingo root provide karta hai.

Root Karne Se Pehle Niche Diye Gaye Baton Ka Khayal Rakhe
  • Apne phone ko kam se kam 70% charge kare. Root karte samay phone band nahi hona chahiye.
  • Aapne phone me jo data hai like contacts, Songs, Images and Video clips  usko copy karke rakhiye.
  • Root karte samaye phone, pc ya laptop jis par bhi aap kam kar rahe ho wo band nahi hona chahiye.

Android Phone Root Karne Ke liye Step by Step Guide


Step 1: Kingo root ye software aapne computer ya laptop me install kare. Download karne ke liye download par click kare.

Step 2: Phone me  USB debugging mode anable kare. Settings me jakar developer options par Tap kare Developer options me  USB debugging mode anable hoga usko enable kare
how to root android smartphone learn in hindi

Tip: Agar aapke phone me aapko developer options nahi dikh raha toh About Device me jakar Build number is option par lagatar 10 bar Tap kare developer options dikh jayega.

Step 3:  Apne computer me Kingo root software open kare aur apna phone USB cable se computer ko connect kare.

Step 4:  Root button par click kare aur wait kare baki kam Kingo root kar dega thodi hi der me aapka phone root ho jayega
alltechinfo.net kingo

Step : Abi aapka phone successfully root ho gaya hai agar aapko phone wapas unroot karna hai toh  Remove root par click kare aapko phone me root remove ho jayega

Agar root karne me aapko koi problem ho rahi hai to comment karke humse puch sakte ho. Humari site ko apne dosto me share karna na bhuliye have a profitable day.

1 comment:

  1. Hello sir...maine kingo root se apna gionee v4s ko root kiya hai aur successful v ho gaya hai. Lekin ek musibat ho gayi hai.mera mobile system update mag raha tha aur maine update v kiya lekit mera phone dubara swith on nhi hua ...isa q hua mujhe nhi maloom...plz meri help karo mein bahut pareshan ho...so plz help me...

    ReplyDelete